Thursday, August 16, 2012

Sad Shayari

Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai…



-------------------------------------------------------------

Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke paas hai…

--------------------------------------------------------------------


Woh aate to hai par samay se nahi,
Woh chalte to par man se nahi,
Kaun kehta hai kee woh payar nahi karte,
Karte to hai par hum sey nahi…


-------------------------------------------------------------

Socha tha jab milenge raah chalte kabhi,
dil ki baaten juban par na aane denge,
hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye,
khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai…

------------------------------------------------------------------------


Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai….

Monday, August 13, 2012

Sad Shayari



Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai,
Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai…
Dil yeh bhi jalati hai, par hotho se to lagti hai..

------------------------------------------------



ZINDAGI Bewafa Kyun Hoti Hy.
WAFA Karny Ki Saza Kyun Hoti Hy.
Choti C Baat Pe Baha Dety Hain KHOON.
Insan Mein Itni ANNA Kyun Hoti Hy.
Karta Hun Mein Jis Se Baar Baar TAUBA.
Elahi Mujh Se Wohi KHATA Kyun Hoti Hy.
Banaaty Tu Hain Hum Apnay Haathon Se MASJID.
NAMAZ Apni He Phir QAZA Kyun Hoti Hy?


-----------------------------------------------------



Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti
Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samaj..

Monday, August 6, 2012

Jai Shri Krishna

Krishna Janmashtami is a very auspicious night for those who really desire for God realization. It is the day when the supreme Divine power appeared on this earth.

It seems unbelievable that the creator of almighty God appeared in a province, in a village in India. If you try to intellectualize this, your mind will fail. It will never be able to comprehend it. He has great compassion for all the souls, so He appeared to help the souls. He appeared among us. And what did He do? He did everything to help us.

In Divine love, the Gopis loved Krishna any way they liked. Mother Yashoda loved baby Krishna. His playmates played with Him in the way they liked. Krishna never showed He was superior to them. He showed equality. Always He was thinking, “How can I give more and more love?” In this way, Krishna revealed the beauty, charm, and intensity of Divine love on this earth, as long as Krishna lived in Braj. There are a few instances…




Once Krishna was playing outside. He came running and rushed to His mother because He was hungry. But Mother Yashoda was going to do some housework. Krishna said, “Mum, Mum, I want curd, butter.” Mother said, “No, I’m working. Go out and play. Come after half an hour.” This was the scene. Young Krishna is pulling His mother’s sari, and trying to see into her eyes. Children know if they look into their mother’s eyes, mother will do what they want. They know her weakness. Mother also knows her weak part. Krishna is trying to look in His mother’s eyes and Yashoda is trying to avoid looking in Krishna’s eyes. With one hand, Yashoda is trying to keep Krishna away from her sari, and says while looking the other way, “Go and play! I’ll give you curd afterwards.”
There were some Gopis (maidens of Braj) there. The Gopis couldn’t say anything because after all, the mother of Krishna has more authority, and she was liked as the queen of Braj. But the Gopiswere thinking, “If mother could do her work afterwards and take Krishna in her lap now, it would be better.” But, Mother Yashoda didn’t want it that way.

At this time, Sage Narad arrived. When he saw this scene he couldn’t believe his eyes or ears. “What am I seeing? O, Yashoda, the Vedas state that God is supreme, and a devotee is humble. A devotee always wants to reach God, but here I am seeing the reverse! Who is greater? Who is smaller? I can’t decide. I know Krishna is the supreme form of God and Yashoda is a Divine personality, yet the supreme God is trying to go into the lap of Mother Yashoda, a Saint. Things have become reversed! I never heard of such a meditation or devotion or worship in the Vedas which can make the supreme form of God as humble, as loving, as devoted as I am seeing now in Braj.” He said a few prayers, kept on looking at that beautiful scene of surrender where the supreme form of God surrenders to a Divine personality.


Krishna Janma Video

Friday, August 3, 2012

Friendship Shayari

Nazar tumhari, Nazar hamari,
Nazar NE dil ki nazar utari,
Nazar NE dekha nazar ko aise,
Ki nazar dosti ko lage na hamari.

--------------------------------------------


Around the corner I have a friend,
In this great city that has no end,
Yet the days go by and weeks rush on,
And before I know it, a year is gone.
And I never see my old friends face,
For life is a swift and terrible race,
He knows I like him just as well,
As in the days when I rang his bell.
And he rang mine but we were younger then,
And now we are busy, tired men.
-------------------------------------------------


Tired of playing a foolish game,
Tired of trying to make a name.
'Tomorrow' I say! 'I will call on Jim
Just to show that I'm thinking of him.'
But tomorrow comes and tomorrow goes,
And distance between us grows and grows.
Around the corner, yet miles away,
'Here's a telegram sir,' 'Jim died today.'
And that's what we get and deserve in the end.
Around the corner, a vanished friend.
Happy Friendship Day Friends

Thursday, August 2, 2012

Friends Forever ( Happy Friendship Day )

Dosti ka asar kabhi kam na hoga
Doston ke sath yeh safar kabhi khatam na hoga
Dil mein basi hain haseen yadien doston ki
Ke bicchadne ka kabhi hume gum na hoga.
---------------------------------------------




Jo doston ko bhula de wo dost hum nahi
Dusron ki khatir apni dosti mita de wo dost hum nahi
Diya hai aap jaise dost iss duniya ne, ke
Ab mar bhi jaye to koi gum nahi
---------------------------------------------------
Har rishton se badi hoti hai dosti
Dosti ne banayi hai kitno ki hasti
Khoon ke rishton ki baat na kariye
Hamare liye to khuda hai aapki dosti.
------------------------------------------------------



Dua karta hu rabb se iss sar ko jhukaye
Gum ka saya tujhe kabhi na chu paye
Batwara ho kabhi khushi or gum ka to
Hisse mein tere sirf khushiyan hi aaye

Happy Friendship Day Friends

Friends Forever


Phool ki shuruwat kalise hoti hai,
Zindgi ki shuruwat jaan se hoti hai,
Pyar ki shuruwat dostise …
aur Dosti ki shuruwat apse hoti hai !!!




viswas ki ek dori hai dosti,
betaab dil ki majburi hai dosti,
na mano toa kuch bhi nahi,
aur mano toa khuda ki bhi kamjori hai dosti.

Kadmon ki doori se dilo k fasle nhi badhte,
dur hone se dosti k ehsas nhi mrte.
Kuch kdmon ka fasla hi sahi hmare bich,
par koi pal nhi jab aapko yaad nhi karte.
----------------------------------------

Hamari Dosti ke sare ehsaas lelo,
DilSe Dosti ke sare jazbaat lelo
Nahi chhodenge tufan me akele apko
Chahe Dosti ke hazaron imtihan lelo.

Happy Friendship Day

Wednesday, August 1, 2012

Friendship Card








Happy Friendship Day

Friends Forever ( Happy Friendship Day )


Hamara har lamha chura liya aapne,

Aankho ko ek chand dikha diya aapne,

Hame zindagi to di khuda ne,

par Itni pyari dosti dekar jeena sikha diya aapne.

Haapy Friendship Day

----------------------------------------------------
Tera bahot memory aa reli thi,
teri yaad mein kalam uthai,
tera jhakkas tasbir banayi,
socha tha,
tere us tasbir ko heart mein lagake rakhega,
par kya bidhu,
woh to bhooton ko bhagane kaam aayi.Bole to ......
Happy Friendship Day
---------------------------------------

Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain,

Hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain.


Teri dosti ke saaye mein zinda hain,


Hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain…
Happy Friendship Day